wWw.MySarGoDha.Com
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Ab bhi wqt hai !

Go down

Ab bhi wqt hai ! Empty Ab bhi wqt hai !

Post  MySargodha Fri Apr 25, 2008 1:30 am

Ab bhi wqt hai
hosmando k lya
baykhabro k lya

tambeeh ko smjhnay k lya
tahzeeb ko prkhnay k lya

kis simt ma ha safar hamara
kis taraf ko jata yeh zamana sara

wqt aisa na ho k bay yaro madadgar hon
wqt aisa na ho k ksi cheez ka idraq na ho

insan ko insan ki pehchan na ho
insan k rishto ki koi tameez na ho

tareekh ha dohrati apnay ap ko
hr smjhnay walay ko isharay k lya

zamana chahay kis kdr ho rangeen
dilo ka andhera daikhta nahi koi

hr shakhs krta ha dhong yahan
k ksi or bahanay k intizar mai

na hosh na khabar ksi fqrmand ki
apni hi soch sa beganay hai sb yahan

insan han insan k wajod sa jawidan
nahi janta koi k kia ha insan

nishania kis kadr hon k baki kch na rahay
aisa bhi na ho k phr baki hi kch na rahay

smbhlnay ka moqa milta nahi bar bar yahan
jo sambhal gaya wohi janta ha hr bar yahan

smjhnay walon k lya isharay hai kafi
na smjho k lya kch nahi hai baki

do gaz khaq hi ha muqadar-e-insani
kash k jan la hr koi yeh bat yahan

dawa to sb krtay hai janay ka yahan
jaan kr b mukar jatay hai jan kr yahan

akal ki hadain hai sambhalnay ko
bay aklo k lya sb kch ha krnay ko

kis kadar hai ghaflat k andheray yahan
na koi janta na ksi ko ksi ki khabar yahan

intihan bay khabri ki yu hai bayan
k abhi to wqt ha kafi sudharnay ko

wqt ko na ksi na jana na pehchana
aik hi zat ha jo janay jo pechanay

hr shai ko jo janta hai wohi ha
jo sb hi kch janata hai wohi ha

AIK ZAT JO HAESMA SA HA HAMESHA TAK
NAHI KOI HAMSAR US KA NAHI KOI BARA

ALLAH hi hai jo cahta apnay bando ko yahan
insan hi hai fareb ma shetan k yahan

yehi DUA ha k sb ko akal-O-Shaor ho
jo duniya k lya nahi abdi zindagi k lya ho

Ab bhi wqt hai
hosmando k lya
baykhabro k lya

tambeeh ko smjhnay k lya
tahzeeb ko prkhnay k lya

kis simt ma ha safar hamara
kis taraf ko jata yeh zamana sara

wqt aisa na ho k bay yaro madadgar hon
wqt aisa na ho k ksi cheez ka idraq na ho

insan ko insan ki pehchan na ho
insan k rishto ki koi tameez na ho

Ab bhi wqt hai !

MySargodha
Admin

Posts : 295
Join date : 2008-04-12
Age : 38

http://mediatalking.com

Back to top Go down

Back to top


 
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum