Main ab tak Kurbaton ki aarzo mein
Page 1 of 1
Main ab tak Kurbaton ki aarzo mein
Main ab tak Kurbaton ki aarzo mein
Judai ke jo sadmey seh chuka hoon
Sub apni Shairi main keh chuka hoon
mager phir bhi bahut kuch reh gaya hai
wohi main tum se kehna chahta hoon!!~~
!!~~kisi vehshat-zada din se nikal ker
kisi veraan se rastey pe chalain
Milain to ansoon se zakham dho lain
Chalo aik din akhatey mil ker ro lain !!!~~~~
Meri jaan khud hi tum tajveez karo!!!~~~
Munsib jo mukaam-guftagu ho
na ho jis mein koi ranjish na shikwa
jo bab-ikhtatam-e-guftagu ho
tumhari batain sunney ki khatir
main ab khamosh rehna chahta hoon
yahi bus tum se kehna chahta hoon!!~~~~!!!!
Judai ke jo sadmey seh chuka hoon
Sub apni Shairi main keh chuka hoon
mager phir bhi bahut kuch reh gaya hai
wohi main tum se kehna chahta hoon!!~~
!!~~kisi vehshat-zada din se nikal ker
kisi veraan se rastey pe chalain
Milain to ansoon se zakham dho lain
Chalo aik din akhatey mil ker ro lain !!!~~~~
Meri jaan khud hi tum tajveez karo!!!~~~
Munsib jo mukaam-guftagu ho
na ho jis mein koi ranjish na shikwa
jo bab-ikhtatam-e-guftagu ho
tumhari batain sunney ki khatir
main ab khamosh rehna chahta hoon
yahi bus tum se kehna chahta hoon!!~~~~!!!!
Similar topics
» Main Jahan Rahoo,Main Kahin Bhi Hoo,
» Aaj Jo Tanha Hai Woh Pardes Mein
» tumhare in ngahoon main (samina gul)
» wafa ke deep mein kabse jalayay betha hoon
» MAIN US KE LAB PAR DUA BAN SAKON
» Aaj Jo Tanha Hai Woh Pardes Mein
» tumhare in ngahoon main (samina gul)
» wafa ke deep mein kabse jalayay betha hoon
» MAIN US KE LAB PAR DUA BAN SAKON
Page 1 of 1
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|