Tum apni ankhon ki kaali shaam merey naam kardo
Page 1 of 1

Phir chahey jo ilzam merey naam kardo
Ik umer se tumhari chahat basi hai rooh mein
Tum bhee apni har tumanna mujhey daan kardo
Mein khuley Asmaan taley khara hoon
Tum apni mohabbat ki rida mujh par dhaal kardo
Mohabbat to hai iqrar ki mohtaaj
Tum apna har lafz har shaer merey naam kardo
Ankhein moondun to tumhey dekhoon
Ankhein kholoun to tumhey paon
Tum bhee chahat mein apna aisa haal kardo

Similar topics
» Apni tanhai mere naam pe abad karay
» Ankhon me Aehtiat ki Shamen Jala ke Mil
» Shaam Se Khatra Hai
» Aajeeb Shaam khari hai Kahin Say Aajaoooo
» Unki chahat ko apni mohabbat bana ke dekh

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum
|
|